Bay Misal Short UrduPoetry in Best Loving and Very sad Background

July 29, 2011

Urdu Shayari sms in Digital Best Design




_______

Iss Eid par phir saath hain mairay....
Pardais,Tanhai oar bas Teri Yadain....
Romantic Poetry
_______
Teri iss bewafai par fida hoti hai jaan apni...
Khuda janay agar tujh may wafa hoti tho maira kya hota...

Nice Urdu Poetry sms "Mohabat phir Mohabat hai" Very Romantic Shayari

July 28, 2011

Mohabat phir mohabat hai

Kbi dil say nahi jati
hazaron rang hain iss k

Ajab he dhang hain iss k

Kbi sehra

Kbi darya

Kbi jugno
Kbi ansu

Kbi manzal k kinaray par

Pyasa maar daiti hai
Aziyat hi aziyat hai
Mgr

Yeh be haqiqat hai
Mohabat phir mohabat hai
Kbi dil say nahi jati
_______
Urdupoetry at Best

Urdu Poetry Very Sad and Emotional Gazzal/Shayari with Very Best

July 27, 2011

UrduPoetry-Beautiful Design Urdu Shayari

iftikhar urdu poetry pictures

Dilon ki baath badan ki zabaan say keh daitay
Yeh chahtay thay magar dil idhr nahi aaya

Ajeeb hi tha mairay doar gumrahi ka rafeeq
Bichr gya tho kbi loat kr nahi aaya

Haraim lafz o mayani say nisbatain be rahain
Magar saleeqa, aarz ay honr nahi aaya

Heart Breaking Gazzal/Poem V.Very Sad Pashto Poetry "May Dartha Okhandal"

Pashto sms Poetry-Abaseen

Sa da zra pa sar may dartha okhandal
Daira mooda pas may chertha okhandal

Sta da taghaful gharoor may maat kralo
Ma da zra parhar parhar tha okhandal

Bia da peghaltob wrazay war yaday shvay
Nan chay ay pa sha ghodar tha okhandal

Dagh chay day da wroozo pa paiwand k day
Gora nazar matti war tha okhandal

Sta da peghaltob pa oar k swazama...
Ma day har qatil nazar tha okhandal

Shpay tha may da zra pa stargo wajaral
Okhko may saba sahar tha okhandal

La da abaseen  chapay saaray na di..
Sam laka Farhad ay ghra tha okhandal
_____________

Superlative Sad Poetry-Pashto


Amjid Islam Shayari Sms Beautifully Designed

July 26, 2011



UrduPoetry Gazal " Puranay Niklay"

Amjid Islam Shayari Sms-Ghazal

Main nay amjid osay bay wastha daikha hi nahi
woh tho khoshboo main be ahat k bahanay niklay
_____________

Urdu Poet Amjid Islam Amjid Urdu Shayari sms
 

Facebook Page

Advertisement

Followers