Pashto All Time Great Poetry-sms,Pashto Poem By Khatir"Ma Leeday"
April 13, 2011
Da zaan sangarawalo k muskay vay ma leeday
Zama da zra pu swalo k muskay vay ma leeday
Paroon may sa parwa sta pu guzar na wa sanam
Ayeen tha pu katalo k muskay vay ma leeday
Khafa na yem pu da ka bnd ay sta da seemay kram
Raqeeb tha pu wayalo k muskay vay ma leeday
Laiban day laka parnay anangi day sra goloona
Sehr chay tha pu golo k muskay vay ma leeday
Khabaray pu ghusa k k gi hum da cha Khatira
Ashna chay pu kanzalo k muskay vay ma leeday
Urdu Very Best Short Poetry,Great Poetry of Allama Iqbal
April 12, 2011
HAROON KI AKHRI NASIHAT
Haroon nay kaha waqt-ay-raheel apnay pasar say
jaiy ga kabi thoo be issi rehguzar say
posheeda hain kafir ki nazar say mulk ul mot
lakin nahi posheeda musalman ki nazar say
___________________________________
EUROPE
Thak may baitay hain mudat say yahoodi soodkhwar
jin ki robahi k agay haich hain zor-ay Palang
khud ba khud karnay ko hain pakay hoay phal ki tarah
daikiay parhta hain akhir kis ki jhooli may farang
_________________________________
Qatta
Kal apnay mureedo say kaha peer-ay magha nay
qeemat may yeh mayni hain durnaab say woh chnd
zehr ab hain os qom k haq main maiy afrang
jis qom k bachay nahi khud dar o hunor mand
Shayari On True Love Start Poet Arshad Malik
Mohabat ka koi poda lagana be zaroori hai
isay phir shak ki andhi say bachana be zaroori hai
fasanay chahatho k lutf daitay hain magar tum ko
judai ka koi qissa sunana be zaroori hai
chalo apis may talkhi oar ranjish ho hi jathi hai
tamasha kia zamanay ko dikhana be zaroori hai
jo tum hothay tho dil ki baat tum ko main batha daitha
magar ahwaal..... kia sab ko sunana be zaroori hai
kisi k naam ko kaghaz pay likhna oar mita daina
aik aisay kaam pay khud ko lagana be zaroori hai
yunhi urthay hoay panchi mandairo thak nahi athay
mohabat k liay kuch daam o daana be zaroori hai
_____________________________________________
Urdu Nice Love-sms Poetry
Urdu Short Poetry-Sms For "Maa" Super Nice Poetry
April 10, 2011
Achanak phir bachaya hain kisi nadeeda hasti nay
magar kaisay hoa yeh moajza maloom karna hai
thujay kuch yaad hai kal kab thujay main yaad ayya tha
mujay ay Maan taira waqt-ay- Dua maloom karna hai

Subscribe to:
Comments (Atom)
