Hoi hai shaam tho ankhon may bas gia phir thoo
Kaha gia hai miray shehr k musafir thoo
Meri misaal k aik nakhal khushk sehra houn
Tira khiyal k shaakh chaman ka tayar thoo
May jaantha hon k doonya thujay badal day gi
May maantha hon k aisa nahi bazahir thoo
Hansi khushi say bichr ja agar bicherna hai
Yeh har maqaam pay kia sochta hai akhir thoo
Fiza udaas hai rut mazmahal hai may chup houn
Jo ho sakay tho chala a kisi ki khatir thoo
Faraz thoo nay osay mushkilon may daal dia
Zamana sahib ay zar oar sirf shayar thoo
________________________________
Cyber Poetry-Urdu Ghazal Collection!!!

No comments:
Post a Comment