Woh naram naram si larki chitaan jaisi hai
Mairay huroof be jhootay hai mairay jazbay be
Mairi kahani be saaray jahan jaisi hai
Yeh shaam mil k bicharnay ka istai aara hain
Yeh raat hijr k kaalay nishaan jaisi hai
Hawain roz bhujaati hai khwahishon k diay
Yeh zindagi be andhairay maikaan jaisi hai
Main apnay saat hoan ya koi doosra hai zia
Yaqeen ki yeh ghari be ghumaan jaisi hai
Read Also : Ahmed Faraz Urdu Poetry

No comments:
Post a Comment