Mazaeya-Funny Sms !

March 31, 2013

1 Admi gehri soch m ja raha tha Achank kisi ki Awaz ai
Ruk Jao Wo Ruk gya
Uper se Pathar gir raha tha agr wo na Rukta to Pathar us k sar pe lg jata
Wo phir chalta raha Road cross kerne laga k phir kisi ne zor se Awaz di
Ruk Jao Wo Ruk gya
Road pe 1 Car tezi se guzri wo baal baal bach gya
Wo Chillaya Kon ho Tum
Awaz ai k mein Tumhen Musibat se Bachane wala Farishta hun
Wo phir Chillaya
Tum us waqt kahan the jb Main shaadi kar  raha tha?

teacher and student mazahiya sms message joke

March 30, 2013



1 din master clas k 1 bchy ka lunch kha gya.
master:beta tm ghr ja kr mra naam to ni btao ge?
Bacha masomiat se: master je ma kahonga k mra lunch kutta kha gya.

Student and teacher naughty sms joke



1 class ka bacha apni Miss se kehta he.
Me aapko kesa lagta hon.
Miss so sweet,
Bacha: To phr me apne
ammi abbu ko aap k ghar kb bhejon.
Miss: wo q.
Bacha:Take wo hamari baat aage chalaeen,
Miss:ye kya bkwaas hai.
Bacha:
.
.
.
Tution parhane k liye. miss,  ap b na Qasam se..:-)

pashto urdu mix mazahiya sms message joke

March 29, 2013



Ek topi bechney wala darakht k nichey aram kr rha tha k achanak kuch bandar uski topiyan utha kr ley gaaye
Usey apney dada ki suni hui kahani yaad aayi or us ney apni 1 topi utha kr phenk di.
1 bndar aya, us topi ko uthaya or ek Thappar mar k bola
"Sta sa khyal de wale moong ta jor Dada Qise na kai sa

urd mazahiya sms message joke



Panjabi:
yar aaj mujhe ajeeb msg aya or mera mobile off ho gaya
2nd Panjabi:
kiya likha tha?
panjubi:
battery low
2nd Panjubi: mujhe send kar sab ko daraon ga.
 

Facebook Page

Advertisement

Followers