Pashto Sad Heartrending sms Poetry Having a Silent Message for Pakhtoon Nation

August 31, 2011

Khad Shamozay Pashto sad sms(Poetry)

Da gul ghonday watan k ratha graana zindagi shwa
Zamong da musafaro sa veerana zindagi shwa

Khanan da khplay khaoray khpl watan k bo mashtha v
Ghurbatha.. sta da lasa pa moong wrana zindagi shwa

Narrai sara aaram yuu hm da zaan sara jangaygoo
Pa dasay lawantob banday hairana zindagi shwa

Moong shatha kro da zaan gham da janan ghamoona zaaroo
Bas pa yuu pa yadono da aarmana zindagi shwa

Khabaray mu sandaray she sandaray zraganay
Halatho tha chay goroo la khafgana zindagi shwa

Cha banday bawar bo kawoo Khada.  chatha ogoroo
Chay khpl rana pradi shwal da thawana zindagi shwa

Urdu Worth Reading Poem-Short Poety for Lover-Best Romantic Online Urdu Poetry sms

Ek Pal bhi Chain se Guzara ho
Tu QASAM le lo

Siwae Teri Yadon k koi or Sahara ho,
Tu QASAM le lo

Pehle to Baat or thi jo tum pe Haq Jtate thay,
Ab Khud pr bhi koi Haq Hamara ho
Tu QASAM le lo

Tum hi ne kaha tha k Tumhare Labon pr mera hi NAAM aey,
Us k baad jo liya ho NAAM kisi aur ka
Tu QASam le lo

Urdu Best and Adorable Short Poetry - Nahi Lagta and Baha kar Sona

Bina Soche Khfa Hona Muje Acha Nhi Lgta
Achank Bewfa Hona Mje Acha Nhi Lgta

Ksi Se B Nhi Milta May Ab Ye Soch K Yaro
Ksi Se B Juda Hona Mjhe Acha Nhi Lgta

___________

Urdu Shayari in Urdu

Apni aankhon k sabhi ashq baha kar sona....
Tum meri yaad ka har deep jala kar sona....

Ik sitara bhi meray khyaal ka baqi na rahay,
Chandani shab k nishanaat mita k sona....

Dar lagta hey meri neend he kaheen cheen na lay!
Tera har roz meray khawabon main aa kar sona....

Baad main log gira bhi dain to koi baat nahein,
Har taraf pyar ki deewar utha kar sona....
 

Facebook Page

Advertisement

Followers