Kartay hain or kar kay Badal jaatay hain !2012 Special

May 14, 2012

Deewangi - Shayari in Urdu

Kartay hain or kar kay Badal jaatay hain

Jaisa Mausam ho osi Tarz mein Dhal Jaatay hain.



Main to Moom hoan tho itni dafa Azmaya Kiyun?

Teri Baaton say to Pathar bhi Pighal jaatay hain.



Hamein Aag ki Tapish or Taizi se na dara

Hum to Parwanay hain Teri Yaad me Jal jaatay Hain

No comments:

Post a Comment

 

Facebook Page

Advertisement

Followers