Kol ankh zameen daikh falak daikh fiza daikh
Mashriq say obhartay hoay sooraj ko zra daikh
Iss jalwa bay parda ko pardon may chupa daikh
Ayaam ay judai k sitam daikh, jafa daikh
Bay taab na ho maar'ka beem wrja daikh
Hain tairay tasaruf may yeh badil yeh ghatain
Yeh gunbad ay aflaq, yeh khamosh fizain
Yeh koh yeh sehra yeh samandar yeh hawain
Thi paish nazar kal tho farishto ki aadain
Ayeena ayyaam may aaj apni ada daikh
Samjay ga zamana teri ankhon k ashaaray
Daikhain gy thujay dooar say gardoun k sitaaray
Naa paid tiray behr takhayul k kinaaray
Punhchay gy falak thak teri aahon k sharay
Tameer khudi kr, asar aah rasa daikh
Khursheed jahaan thaab ki zotairay sharar may
Aabad hai ik taaza jahaan tairay honor may
Jajtay nahi bakhshay hoay firdous ay nazar may
Jannat teri pinhaan tiray khoon ay jagir may
Ay peekar gul koshish paiham ki jaza daikhh
Na landa tairay aod ka har thaar azal say
Tho jins mohabbat ka khareedar azal say
Tho peer sanam khana israar azal say
Mehnat kash o khoon raiz o kam aarzoo azal say
Hai rakib taqdeer jahan teri raza daikh
--------------------------------------------------------------
See More and Enjoy More : New Year Urdu Poetry, Nice Humble Urdu Shayari in Pictures
No comments:
Post a Comment