Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry,Ghazal in Urdu Poetry

December 1, 2011

Galon may rang bharay baad nu bahar chalay
Chalay be ao k gulshan ka karobar chalay

Qafas udass hai yaro saba say kuch tho kaho
Kahain tho behr khuda aaj zikr yaar chalay

Kabi tho subah tiray kanj lab say ho aaghaz
Kbi tho shab sar kakal say mushkbaar chalay

Bara hai dard ka rishta yeh dil faraib sahi
Tumharay naam pay aiy gy ghamgsaar chalay

Jo hm pay guzri su guzri magar shab hijraan
Hamaray ashk tiri aqaibat sanwar chalay

Huzoor yaar hoi daftar janon ki talab
Gira may lay k garaiban ka tar tar chalay

Maqam faiz ki raah may jacha hi nahi
Jo koiay yaar say niklay tho soay daar chalay

Read More : Urdu Fine Poetry(Khalid Sharif) with New Computer Digital Wallpaper

No comments:

Post a Comment

 

Facebook Page

Advertisement

Followers