Best Romantic Shayari "Takaza Kia Hain"-- Unique Urdu/Hindi Shayari Gazal "woh muj ko bewafa ka laqab daita hai"

July 24, 2011




ham na samjay teri nazron ka takaza kia hai

kbi jalwa kbi parda yeh tamasha kia hai

mujay madhosh sa kr raka hai teri ankhon nay

wrna ay saqi tere maikhane may rka kia hai.


dhaik laila teri majnoon ka kaleja kia hai

khaak may mil k be kehta hai k bigra kia hai


yeh suraahi sa badan le k mere samne na aa

main sharabi hoan,sharabi ka bharosa kia hai


apnay honto ko mairay honto say choonay tho day

aik 2 ghoont say botal ka bigartha kia hai..

_______________

Urdu Shayari sms @ Pashto Arena

woh muj ko bewafa ka laqab daita hai...

saans chalti hai magar murda bana daita hai


mat pooch us k maikhanay ka patha ay saqi

us k shehr ka tho pani be nasha daita hai







No comments:

Post a Comment

 

Facebook Page

Advertisement

Followers